एंड्राइड मोबाइल का बेक बटन काम नहीं कर रहा ? तो ऐसे करे इसे ठीक
hi dosto
aaj ke din ham bat karne wale hai ek esi problem ke bare me jo jyatar ese smart phone me hoti hai jis smart phone me home button panel di hui hoti aaj kal sabhi smart phone me aapko dekhneko mil jaegi,vese kai smart phone me ye nahi hoti jese agar ham bat kare iphone ke bare me to iphone me back panel nahi hoti magar jayatar sare android device me aapko home panel ya fir ham kahe ki back button panel dekhne ko mil jati hai,
Agar aap android device use kar rahe hai ho aapke android device ka back button work nahi kar raha aor aapko aapke android device use karne me paresaani ho rahi hai to aap ko ham ek video ke jariye bata sakte hai ki kese aap ek android app apne phone me install karke badi hi aashani se apne android device me ek digital back button panel bana sakte hai.
Video dekhne se pehle ham aapko bata de ki agar aapke android device ki screen yani display sahi se kam kar rahi hai ya nahi iska aap pehle dhyan karle kahi se tuti to hui nahi hai..kyu ki agar aapke device ki screen home panel ya back panel ke karib se tuti hai ya fir aapke android device ki screen sahi se kam nahi kar rahi to aap puri tarah se apne device me ek extra back button nahi laga sakte, jayada jankari ke liye aap is video ko dekh sakte hai…
* ‘ACCESSIBILITY SERVICE’ are used only for the following functions :
– Home
– Back
– Recent
– Show power menu
– Show noti panel
– Show quick setting
* The ‘ACCESSIBILITY SERVICE’ of SimpleControl will never access your personal and sensitive information.
* Required
-> Setting
-> Accessibility
-> Simple Control [ON]
* Functions
– Home
– Back
– Recent
– Power menu
– Camera
– Noti panel
– Search
– Quick Setting
– Screen capture
– Volume control
– Voice command