100% WorkingTips and Tricks

whatsapp ko hack nahi kar paega koi

hi dosto aaj ke is video me aap ko batunga ek ese sitting ke bare me jiske bare me jankar aap heran reh jaege kyu ki ab aap apne whatsapp par google ke gmail ki tarah 2 step factor laga sakte hai. yani agar aap apne whatsapp ko ek bar delete karke use firse active karo ge to aap ko ek password add karna hoga tabhi hi aap apne whatsapp ko use kar paoge. yani agar kisike pass aapke whatsapp ko otp number bhi aa jata hai to wo bhi aapke whatsapp ko use nahi kar paega,

 

iska matlab ab aapke whatsapp ko hack karne ki liye aapke password ki bhi jarur hogi, agar aap ise active karna chahte hai to sabse pehle aapko playstor par jake whatsapp ko search karna hoga aor aap ko niche ki taraf scroll karna jaha par aapko beta program likha hua dikhai dega bus sirf aapko vaha “IN” likhe hue button par click karna hai aor aap kuchh der ke bad whatsapp ke beta user ban jaege, beta user banne ke bad aapko apne whatsapp ko update karna ho,jiska aap ko khas dhayn rakhna hai. agar aap update karlete ho to iseke bad aap apne whatsapp ke setting me jake 2 step factor on kar skte hai,aapko is bat ka bhi dhayan dena hai ki aap ko vaha par aap jobhi password add kare use kabhi bhulna jae nai to aapka whatsapp kabhi bhi us password  ke bina use nahi kar skate, agar galti esa ho jata hai to aapko vaha email id ka bhi ek option dekhne ko milega jisse aap apne password ko recover aor new password bhi kar skate hai aap is video ko dekh kar aor achche se jan skate hai

 

 

 

 

 

Saiyed Irfan

Irfan Saiyed, the founder of @ItechIrfan, has become a notable figure in the tech segment on YouTube, with an impressive subscriber base of 1.82 million and counting. Based in Bharuch, Gujarat, India, Irfan was born on 6th July 1986 and has established himself as a trusted voice in the world of technology.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Check Also
Close
Back to top button