Editing and DesignPhoto EditingVideo Editing

How To Record Time lapse Video on Android and IPhone device

Hi Dosto I Tech main aap Sabhi logo ka Swagat hai, aaj main aapko bataunga ki Kaise aap timelapse video record kar sakte hain Apne Smartphone se, aapko Shayad Pata ho aap ne Kai Bar time lapse video Hollywood all Bollywood movie Main Dekha hoga, jis mein video Taki Teji se fast-forward hota rehta hai Is Tarah ka video Agar aapko record karna hai toh aapke paas ek DSLR aur ek accha video editing software hona chahiye agar aap ke paas Aisa kuch nahi hai phir bhi aap apne smartphone Se timelapse video record kar sakte hain

Agar aap Shehar Mein Rehte Hain toh aap Shahar mein chalne wali cars bike or public ka video bana sakte hain jo kaafi majedar ho sakta hai agar aap Gaon Mein Rehte Hain To aap Khet Kalyan ka video bana sakte hain agar aap 1 youtuber hai toh aap blog bhi bana sakte hain jisse aap ka video Aur be better Ban sakta hai, is aapko use karna kaafi Aasan hai Jaise is aap ko aap open Karenge aap ko Yahan Par login karna hoga aap Bina login be iska istemal kar sakte hain agar aap Yahan Par login Karte Hain toh aap ko apni YouTube Id se he login karna hoga Agar Main kahu Ga ki aap Kisi dusri Id se login Kar Lijiye login karne se fayda Yeh Hoga Ki Aap dusron Ke Bhi Video dekh Payenge agar aap is app ko install karna chahte hain toh Neeche Di Hui link par click Karke is app ko Install kar sakte hain yeah ya phir aap is video ko bhi dekh sakte hain

Saiyed Irfan

Irfan Saiyed, the founder of @ItechIrfan, has become a notable figure in the tech segment on YouTube, with an impressive subscriber base of 1.82 million and counting. Based in Bharuch, Gujarat, India, Irfan was born on 6th July 1986 and has established himself as a trusted voice in the world of technology.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button