Editing and DesignPhoto EditingVideo Editing

Create 3D Model Design on Smartphone

3D project Hi dosto Aaj me aapko Ek Aise aap ke baare mein bata Ne Wala Hoon Jiski madad se aap 3D model bana sakte hai, agar aap student hai aur agar aap apne project ko 3D mein banana chahte hain ya phir Kisi bhi cheez ko 3D me convert karna chahte hai ya phir aap 3D model kaise banate hai ye sikhna chahte hai toh aaj main aapko Ye sari cheeje batane Wala Hoon, aur iss ke liye aap ko computer ya Apple laptop ki zaroor nahi hogi aap sirf Apne Android device Sehi 3D model bana sakte hai, bas aap ko Dhyan de dena hai kya aapke smart phone mein 2 GB se upar ki RAM Ho achchi Si storage ho aur Kafi accha processor kyu ki is trah ki app kisi normal phone mein nahi Chalti


Waise toh is App me kai Tarah ke advanced features diye hai main agar  Sare option ke baare mein aap ko Bata Ne Jau toh Yahan Par Kafi Waqt lag sakta hai agar aap is app ko install karte hain aur kuch dino ke liye use karte hain toh aap is aap ko achhe se samajh Payenge, Agar Apke Pas 3D printer hai toh aap is aap ki madad se 3D project bana sakte hain Kisi bhi Tarah ka 3D model bana sakte hai,

  1. App to download karne ke liye simple hai aap is button pe click Karke app ko Apne smartphone Mein Install kar sakte hain

Saiyed Irfan

Irfan Saiyed, the founder of @ItechIrfan, has become a notable figure in the tech segment on YouTube, with an impressive subscriber base of 1.82 million and counting. Based in Bharuch, Gujarat, India, Irfan was born on 6th July 1986 and has established himself as a trusted voice in the world of technology.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button