Android AppsAR App

AR Heart (Augmented Reality)

Hi Dosto Aaj Hum Baat Karne Wale Hain ek esi app ke bare me jiski help se aap Augmented Reality me apne heart ko dekh sakte ho uske sath sath aap 360 degree or 3D mein dekh sakte ho Vasai Hum Hamare Dil ke baare mein jyada jankari nahi rakhte Kai logo ko yeh bhi pata nahi hota ki Dil Asal Mein Kaam Kaise karta hai is App Ki madad se aap Dil Ko 360 degree Mein

     

dekh sakte hain aap is Apne yeh bhi dekh sakte hain ki aap ki Dil Mein Kitni blood line hey is app mein aapko Ek Aur kamal ka feature Mil Jata Hai jis ki madad se aap heart attack yani Kay Dil Ke Dora Hota Hai toh uss Waqt Dil Kaise kaam karna band kar deta hai is app mein aapko Dil ke baare mein Arbi ki sari jankari mil Jayegi jaise ki Aap Yahan Par Dil ke alag alag hisso k naam bhi Jaan sakte hain agar aap ek medical student hai Toh Yeh app aapke liye Kafi fayde man ho sakti hai is app mein aap ko ek augmented-reality-app

    

Kabhi option Milta Hai jis ki madad se aap Is Dil Ko Virtually dekh sakte hain iske liye aapko 1 photo download karna hoga halaki Jab aap app ko download Karenge tabhi aapko photo download karne ka ek option Mil Jayega aap Chaho toh is photo ko apni t-shirt par print karwa sakte hain Jise hoga ye ki Agar is App se aap ki t-shirt par print Hui photo ko scan Karega toh aapke t-shirt ke background mein aap ka heart Dikhai dega halaki yeah 1 augmented-reality effect Hogi Agal se koi bhi dekhega tovo Chowk Jayega aap Chaho toh iski ek photo bhi le sakte hain or social media Par share bhi kar sakte hain. Yeah 1 education app hai Jo Khaas tor par medical student Ke Liye Hi Banai gai hai, agar aap is app ko install karna chahte hain ya phir video dekhna chahte hain toh Aap Yahan Par dekh sakte hain wallpaper download karne ke liye aap ko Neeche Diye Hue download button par click karna hoga

 

AR wallpaper download karne ke liye yaha click kare

Saiyed Irfan

Irfan Saiyed, the founder of @ItechIrfan, has become a notable figure in the tech segment on YouTube, with an impressive subscriber base of 1.82 million and counting. Based in Bharuch, Gujarat, India, Irfan was born on 6th July 1986 and has established himself as a trusted voice in the world of technology.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Check Also
Close
Back to top button