Android AppsAR App

My New Honda Motorcycle Real or Fake??

Hi dosto aaj main aapko Meri nahi virtual bike k baare mein batana Wala Hoon halaki kuch Waqt Pehle main Meri nahi car ke baare mein bataya tha halaki Woh Koi real car nahi thi Woh Ek AR effect Jise Hum Augmented reality kehte hain Us aap ki madad se main Ek real car ka Anubhav liya tha jo ki kaafi majedar tha Jis car app ke baare mein mene bataya tha woh app Google Core kohi support karti hai bina Google Core aap US app ko use nahi kar sakte Magar Aaj Jo app main aapko batane Wala hun iske liye aapko Google Core ki zaroor nahi padegi

Is App Ki madad se aap Honda company ke Kai Sare motorcycle model co Bade hai acche se dekh Payenge is ke saath sath aap in Sabhi motorcycle ka colour change kar Payenge Yahan Par aapko Khesari bikes dekhne ko milegi is app mein aapko 1 AR yani Augmented reality ka button Mil Jayega Jis Par click kar kar aap reality mein Honda bike ka maaza Utha sakte hai

Magar is app ko install karne ke baad aapko her bike key effect alag se download karni Hogi Jiski size 25 se 50 MB tak ki Hogi is app ko properly Run karne ke liye aapke smartphone mein 2GB se upar ki RAM honi chahiye kam se kam 300 MB storage Kali honi chahiye Agar aapke smartphone mein Yeh app install nahi hoti ya phir kaam nahi karti to aap apne smartphone ka model number Jarur se Mujhe comment box Mein Bataye

Waise is app mein aapko Kai Tarah Ke features mil Jate Hain jaise ki aap is motorcycle ko zoom in zoom out kar sakte hain aap ese 360 degree rooted bhi kar sakte hain Agar aapko nayi nayi bike chalane ka shauk hai ya phir photo lene ka shauk hai toh Yeh app aapko kaafi majedar Lagegi agar aap is app ka video dekhna Chahte Hain To niche Diye huye video ko dekh sakte hain Agar aap is app ko install karna chahte hain to video Ke Neeche Diye download button par click karke download kar sakte hai..

Saiyed Irfan

Irfan Saiyed, the founder of @ItechIrfan, has become a notable figure in the tech segment on YouTube, with an impressive subscriber base of 1.82 million and counting. Based in Bharuch, Gujarat, India, Irfan was born on 6th July 1986 and has established himself as a trusted voice in the world of technology.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Check Also
Close
Back to top button